Tarq-E-Taaluqaat Pe
Roya Na Tu, Na Main
Lekin Yeh Kya Ke Chain Se
Soya Na Tu, Na Main
Wo Humsafar Tha, Haan
Wo Humsafar Tha, Haan
Woh Humsafar Tha
Magar Us Se Hum-Nawa’i Na Thi.
Wo Hamsafar Tha
Magar Us Se Hum-Nawa’i Na Thi.
Ke Dhoop Chhaon
Ke Dhoop Chhaon Ka Alam Raha, Judaai Na Thi
Wo Humsafar Tha
Magar Us Sey Hum-Nawa’i Na Thi
Ke Dhoop Chhaon
Ke Dhoop Chhaon Ka Alam Raha, Judaai Na Thi
Woh Humsafar Tha
Woh Humsafar Tha
Aaannn
Adaavatein Thieen
Taghaaful Thaa
Ranjishein Thieen Magar
Adaavatein Thieen
Taghaaful Thaa
Ranjishein Thieen Magar
Bicharne Wale Main Sab Kuch Tha, Bewafai Na Thi
Bicharne Wale Main Sab Kuch Tha, Bewafai Na Thi
Ke Dhoop Chhaon Ka
Ke Dhoop Chhaon Ka Alam Raha, Judaai Na Thi.
Wo Humsafar Tha
Wo Humsafar Tha
Kajal Daaro! Kurkura Surma Saha Na Jaaye
Jin Nain Mein Pi Basay, Dooja Kon Samaaye
Beecharte Waqt Un Ankhon Mein,
Thee Hamari Ghazal
Beecharte Waqt Un Ankhon Mein,
Thee Hamari Ghazal
Ghazal Bhi Wo Jo,
Kisi Ko Kabhi Sunayi Na Thi
Ghazal Bhi Wo Jo,
Kisi Ko Kabhi Sunayi Na Thi
Ke Dhoop Chhaon Ka
Ke Dhoop Chhaon Ka Alam Raha, Judaai Na Thi.
Wo Humsafar Thaa
Wo Humsafar Thaa
Kabhi Yeh Haal Ke Donu Mein
Yak-Dili Thi Buht
Kabhi Yeh Marhala Jaisy
Ke Aashnaai Na This
Ke Dhoop Chhaon Ka Alam Raha, Judaai Na Thi.
Muhabbatoun Ka Safar
Is Terha Bui Guzra Tha
Shikasta Dil Thy Musafir
Shikast Paai Na Thi
Shikasta Dil Thy Musafir
Shikast Paai Na Thi
Ke Dhoop Chhaon Ka Alam Raha, Judaai Na Thi.
Wo Humsafar Tha, Haan
Wo Humsafar Tha,
Ajeeb Hoti Hair
Rah-e-Sukhan Bhi Dekh Nasser
Wahan Bhi Aa Gaye Aakhir
Jahan Rasaai Na Thi
Ke Dhoop Chhaon Ka Alam Raha, Judaai Na Thi.
Wo Humsafar Tha, Haan
Wo Humsafar Tha,
Na Apna Ranj, Na Auroon Ka Dukh
Na tera Malal
Shab-e-Faraq Kabhi Hum Ny
Youn Ganwaai Na Thi
Shab-e-Faraq Kabhi Hum Ny
Youn Ganwaai Na Thi
Ke Dhoop Chhaon Ka Alam Raha, Judaai Na Thi.
Wo Humsafar Tha, Haan
Wo Humsafar Tha,
Kisy Pukaar Raha Tha
Wo Doobta Hoa Din
Sada To Aai Thi, Lakin
Koi Rehaai Na Thi
Ke Dhoop Chhaon Ka Alam Raha, Judaai Na Thi.
Wo Humsafar Tha, Haan
Wo Humsafar Tha,